Happy Holi 2018, Happy Holi SMS Wishes in English and Hindi, Happy Holi Festival Greetings Wishes,
Aaj mubaarak, kal mubaarak, Holi ka har pal mubaarak, Rang birangi holi mein, Holi ka har rang mubarak
Bhar bhar ke jaam pilaao, Chang aur mridang bajao, Gile shikve bhul jaao, Man galiyaara chaheke, Aisi satrangi chadar faihrao, Aao sab milkar holi manao!
Pichkari ki Dhar Gulal ki bauchar Apno ka pyar, Yahi hai holi ka tayohar
Aaj rang lo is mehfil mein, Khelo jhoom kar holi, Ched do har dil ko aaj Bol kar pyar ki boli, Lal gulal aur har rang mein Aaye jeevan mein baharon ki doli
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Rango Se Bhi Rangeen Zindgi Hai Humari, Rangeeli Rahe Yeh Bandagi Hai Humari, Kabhi Na Bigde Yeh Pyaar Ki Rangoli, Aye Mere Yaar Aisi Happy Holi.
Daal makhani ka swad laziz hota hai, Kare dil jise yaad woh aziz hota hai, Holi ke bahane jo kare ched-khaani, Woh sabse bada bad-tamiz hota hai..
Holi Tyohar Hai Rang Aur Bhaang Ka Hum Sab Yaaron Ka Ghar Mein Aaye Mehmano Ka Gali Mein Gali Walon Ka Mohalle Mein Mahaul Waalon Ka Desh Mein Deshwalon Ka Bura Naa Maano Holi Hai, Holi Hai, Bhai Holi Hai…
Holi Mein Bhedon Ko Meetane Ka Sar Hai Holi Dushmano Ko Gale Lagane Ka Tyohar Hai Holi Na Khele Jo Insaan Unki Jeevan Mein Haar Hai…
Khaa Ke Gujiya, Pee Ke Bhaang Laaga K Thora Thora Sa Rang Baaja Ke Dholak Aur Mridang Khele Holi Hum Tere Sang Holi Mubarak
Gul Ne Gulshan Se Gulfam Bheja Hai Sitaro Ne Aasman Se Salaam Bheja Hai Mubaraq Ho Aapko Holi Ka Tyohar Humne Dil Se Yeh Paigam Bheja Hai
Pyar Ke Rang Se Bharo Pichkari Sneh Ke Rang Do Duniya Sari Ye Rang Na Jane Koi Jaat Na Koi Boli Aapko Mubarak Ho Apno Ki Holi
Jo duniya khele wo Holi ke tyohar ka rang, jo lag jaye to utre na wo dosti aur pyaar ka rang, jo aankho aur dil pe chaaya rahe hamesha, wo tere jaise yaar dildaar ka rang
Socha Kisi Apney Se Baat Karein, Apney Kisi Khaas Ko Yaad Karein, Kiya Jo Humne Faisla Holi Mubaraq Kehne Ka, Dil Ne Kaha Kyun Na Aap Se Shuruaat Karein, Happy Holi 2017 .........
Dil mai utha tufan bheja hai, aapse na mil pane ka malal bheja hai waqt mile to thoda sa yaad karna aapke dost ne holi ka ram ram bheja hai......
fullon ka rang, aapke ho sang, sabhi ho dang, dalo esa rang, ho badi umang, aapko holi mubarak ho,is pyare message ke sung.., “wish you a very happy holi...........
Fulo Ne Khilna Chhod Diya Taro Ne Chamkna Chhod Diya Holi Me Baki Hai Kuch Din Fir Aapne Abhi Se Nahana Q Chhod Diya. Happy Holi.
Holi ki aisi shaam, liya prabhu ka naam, Mhare piya ne pila dayi mohe bhaang Mhare ko ab koun bachay haye… Mhare piya holi khelan aye,holi khelan aye!!
Apni Dosti Hai Rangoon Se Hai Bhari, Chalo Aaj Ye Dost Aur Rangeen Banata Hai, Taki Ye Kabhi Na Kharab Ho Ye Pyaar Ki Rangoli, Mere Pyaare Yaar Ko Holi Mubarako!!!
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Is Holi Me Tere Galo Pe Gulaal Lgana Hai Tujhe Sunhere Rango Se Bhigana Hai Tujhe Apni Baho Me Utha K Mere Honto Ko Tere Honto Se Milana H..
Holi Aayi Satrangi Rango Ki Bouchar Laayi, Dher Saari Mithai Aur Mitha Mitha Pyar Laayi, Aap Ki Zindagi Ho Mithe Pyar Aur Khusiyon Se Bhari, Jisme Samaaye Saaton Rang Yahi Shubhkamna Hai Hamaari
Holi tyohar hai Rang aur Bhaang ka Hum sab yaaron ka Ghar mein aaye mehmano ka Gali mein gali walon ka Mohalle mein mahoul waalo ka Desh mein deshwalo ka. Boora naa maano Holi hai Holi hai
O’ mere pyaare se humjoli; Aaj miljaye hamaari toli; Peke thandai, machayein dhamaal; Aur yaadgaar banaye yeh holi! A very very happy holi
Holi aj mnana hai… Tumko rang lagana hai… Pratikar karo inkar karo.. Pr rango ko swikar karo.. Rango se tmhe nahlana hai.. Holi aj manana hai..
Basant ritu ki bahar Chali picthkari uda hain gulaal Rang barse hain neele hare laal Badhyi ho appko holi ka tyohar.
Aise manana Holi ka tyohar Pichkari se barse sirf pyar. Ye hai mauka apno se gale mitane ka To gulal or rang lekar ho jao taiyar
Es Holi Me Tere Galo Pe Gulal Lagana H Tujhe Sunhere Rango Se Bhigona Hain Tujhe Apni Baaho Mein Utha Ke Mere Honto Ko Tere Honto Se Milana He
Rang nahi umang nahi thi, Khushiyo ki koi bhang nahi thi Aisi thi taqdeer meri ki, Holi ki koi hurdang nahi thi….
Jab bhi aati dekhi holi, Raat andheree mujhe boli. Subah ka rang me dungi tujko Subah ne par aankh na kholi
Khuda kare Har Saal chand Ban k aye, Din ka ujala aapki shaan Ban ke aaye, Gulaal ki mehak mehkaye har rishta, Holi
ka har rang de apko itani khushiya
Holi ka ye pawan tyohar Jivan me laye khushiyan apar, Sukh ke rango ki ho bauchar Dhan-samridhi aye aapke dwar, Subhkamna humari kare swikar.
Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye, Rang Bhare Hai Pyar Se Aur Khela Kijiye, Saal Ka Tyohar Hai Rang Dala Kijiye, Dost Yaar Milke Khub Mauj Kijiye, Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye, Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye…
Holi Ki Rangeen Shaam, Liya Prabhu Ka Naam, Mhare Piya Ne Pila Dayi Mohe Bhaang, Mhare Ko Ab Kaun Bachaye Haye Raam, Mhare Piya Holi Khelan Aaye, Holi Khelan Aaye, Kya Khoob Hai Ye Shaam, Happy Holi.
Socha Kisi Apney Se Baat Karein, Apney Kisi Khaas Ko Yaad Karein, Kiya Jo Humne Faisla Holi Mubaraq Kehne Ka, Dil Ne Kaha Kyun Na Aap Se Shuruaat Karein
Holi Ke Rang Ko Galti Se Aap Naa Simple Samjho, Isi Mein Smaye Hain Duniya Ke Saaton Rang, Jo Dikhe Aapko Zindagi Saadgi Bhari Kisi Ki, To Aap ko....
Satrangi Hai Dunia Usi Ki, Holi Aayi Satrangi Rango Ki Bauchhaar Laayi, Dher Saari Mithai Aur Mitha Mitha Pyar Laayi, Aap Ki Zindgi Ho Mithey Pyaar, Or Khushiyon Se Bhari, Jisme Smaye Saaton Rang Yehi Shubhkaamna Hai Humari
Holi me jab tak huddang na ho Bhabhi aur dewar ka sang na ho Choti saali se chhina jhapti na no Thodi si usse liptaa lipti na ho Tab tak holi kya holi hain Varnaa rang thiotholi hain
Pariyon ke rang damakte ho, Khushiyon ke jaam chalakte ho, Mehboob nashe me chakate ho, Tab dekh baharein holi ki… Jab falgun rang jhamakate ho..
Holi ka rang to kuch palo me dhul jayega Dosti aur pyaar ka rang nahi dhul payega Yahi toh aasli rang hain zindagi ke, Jitna rangoge utna hi gehra hota jayega